Thursday, May 14, 2020

Ghazal

Kaash main tumhe dikha sakti
Jo sapne main aksar dekha karti hun
Hote ho tum bhi usme kabhi
Ek dost ban kar,
Ek hamdard ban kar
Wo sab ban kar jo main chahti thi
Tum bano mere par
Tum reh gaye wo sabak ban kar
Ek ghazal ki tarha
Jise main zindagi bhar gaa sakti hun
Par bhula nahi sakti

No comments: